Maine aapko Phone Kiya To
Network Bola,Namskar,
Murkho Ki Dunia Mein aapka Swagat Hai, aap Jis Murkh
Se Is Waqt Baat Karna Chahte
Hain Uska DIMAG Out Of Coverage Hai..Waris ali
Samajne Ki Kosish Karo Muje Tang Na Kro,
Akela Chhor Do,
Raat Bhar Tumhari Waja Se So Nahi Sakta,
Mat Khelo Meri Zindgi Se,
Aisa Santa Hath Jor Ke Machhar Se Keh Raha Tha.
Munna bhai:
apun ko kaisy pata chalay ga k ye
bakra hai ya bakri?
circuit:
simple bhai,
pathar mar kar dekho,
ager bhaga to bakra
aur
agar bhagi to bakri. ;)
Fan pe latki Mundi,
Khidki se tumhai dekhti Aatma,
Bed ke niche bethi Chudel,
Parde ke piche sarkati Laash,
In sabki tarf dhyan mat dena..
Aaram se sona.
Tumhare Paas 5 Wajah Ho Sakti Hain
Mujhe SMS Na Karne Ki
1. Time Nahi
2. Free SMS Nahi
3. Balance Nahi
4. Network Nahi
5. Ya Phir Soye Sher Ko Jagane Ki Himmat Nahi.
Chuhe!
Man To Hotel Manager : Jaldi Chalo,
Meri Wife Khidki Se Kudh Kar Jaan
Dena Chahti Hai.
Manager : So .. Sir What Can I Do?
Man : Abey Saale ! Khidki Nahi Khul
Rahi.
Haar se pehle mai umeed kyu chhodu..!
Wah Wah
Haar se pehle mai umeed kyu chhodu..!
Daya bola..
“Payment sabko milti hai,
Darwaza hamesha mai hi kyu Todu”
Girl: 0n call Kon ho tum?
Boy: Hasrat Teri
Girl: dekhty ho kya?
Boy: Surat teri
Girl: Krty ho kya?
Boy: Pooja teri
Girl: kafir ho kya?
Boy: Soch hy teri
Girl: Chahty ho kya?
Boy: Muhabbat teri
Girl: Pachtao ge
Boy: Kismat meri
Girl: Veena Malik hu me
Boy: Oo teri. Sorry anti wrong …nomber
K.k.
कभी कभी ट्रैफिक देख कर मन करता है! काश मेरे पास बाइक की जगह "भल्लालदेव वाला रथ" होता! :joy::stuck_out_tongue_closed_eyes::stuck_out_tongue_winking_eye: