Bacche Ke Khilone Ki Dukan Par Ek Mahila Ne,
Kabhi Kharidi Hui Ek Bache Ki Gaadi Ki Aakhiri Kisat Aada Ki,
Managar: Raseed Dete Hue Bacha To Thik H Na.
Ha Bikul Maje Mein H Aur Kushi Ki Baat Yeh H Ki Kal Uski Shadi H.
Judge: tumhe bai- ijjat bari kiya jata h.
kyunki jo scooter churane ka aarop tum par lagaya tha
use koi sach sabit nahi kar paya.
chor: kush hokar. Iska matlab h ab ye scooter mera ho gaya.
U r so Vichitra
I cant draw ur Chitra
Bt i like ur Charitra
ur heart is so Pvitra
dat is y u r my mitra
Smjhe vichitra charitra wale pvitra mitra.
hahaha:-)) °
Girl: Mummy,
Jab Mein Susu Karti Hoon Tou Seeti Ki Awaaz Aati Hai.
Aap Ki Aati Hai?
Mummy : Beta Pehle Meri Bhi Aati Thi,
Ab Tumhare Papa Ne Baja Baja Ke Kharab Kardi Hai.
Ladki Se Police Ne Poocha:
TumNe
50
Aadmi Q Maare...??
.
Ladki: - Ji Main 60 Ki Speed Se
Car
Chala
Rahi Thi,
.
Achanak Pata Laga Ke Break
Kaam
Nahi Kar
Rahi
Ab Mere Ek Taraf 2 Aadmi Ja
Rahe The Or Ek Taraf Baraat Me
Kise
Maarti...??
.
Police: - 2Aadmiyon Ko Maarti,
TaaKi
Nuksan Kam Hota
.
LADKI: Ji MeinE ne bhi ye hi
KiyaTha,
.
.
.
.
.
.
Per Ek Aadmi to niche aa gaya
aur dusra Baraat Ki Taraf
Bhaaga main
kya
krti ..
Give me some
sunshine..!!
.
.
.
.
.
Give me some rain..!!
.
.
.
.
.
.
.
Give me another
girlfrnd..!!
.
.
.
.
I m single once again..!!
dedicated to ma true
lovers...♥
Boy: Main tumhare liye kuch bhi kar sakta hoon
Girl: jao chaand tod ke le aao
Boy: agar chaand tod ke le aaya to EID kya tere baap ka takla dekh ke manayenge
Emotional Comedy:
.
Dil Ko Pata Tha Wo Zarur Ayegi
Dil Ko Pata Tha Wo Zarur Ayegi
.
.
.
Par Kabhi Socha Na Tha K Surprise Me Wo Apna Husband Sath Layegi!!
बेटा : वो सामने वाले बंगले में जो नई लड़की रहने आई है वो
"आम आदमी पार्टी" की है ।।
पिताजी : तुझे कैसे पता?
बेटा : मैंने उसे हाथ दिखा कर स्माइल दी,
तो उसने मुझे झाड़ू दिखाया ।। A k
Ishq ke school me naya mahol
taiyar ho gaya.
.
.
... .
.
.papu ki grilfriend se puri class ko pyar ho gaya
... .
.
.
.
bas tabhi se papu udas ho gaya puri class fail aur pappu pass ho
gaya. . . .))
Milan
Uska rishta na hone ka bayas uska abba tha,
Sab khairaan the usne aisa abba kahan se labba tha,
Samajh nahi aati bati dhaarein wo kiss se bahkhshaye,
Uski maa to feeder thi, aur suke doodh ka dibba tha,
Us jagah par kafi loki manatein mangne pohanche,
Pichle ware jaha par humne, moya kukad dabba tha.
Phone karke sorry bol rhi thi..
.
Bol rhi thi jesa tum bologe vesa karungi.
.
Plzz mujhe chodd ke maat jao ..
. Mene Bhi Keh Diya Bhul Ja Mujhe.. .
.
.
.
.
. .
Pta nhi Kis ki Girlfriend thi.