Boy:" Mein Tumhey Bangla Dilaonga,
Car Dilaonga,
Gold Ke Dher Laga Dunga...
.
.
Girl:" Accha Ye Batao Shaam Ko Park Aao Gey Kya ??
.
.
.
.
.
Boy:" Haan Agar Dost Ney Bike De Di To...
बस में कंडेक्टर :- मैडम इन बच्चों की उम्र कितनी है...??
महिला :- छोटा 2 साल,
बीचका 2.5 साल और बड़ा 3 साल का !
बस कंडेक्टर :- मैडम टिकट नही लेना हो तो उम्र भले ही कम बताओ.... पर गेप तो कम से कम 9 महीने का रखो ।
मैडम :- बीच का बच्चा मेरे देवरानी का है कलमुहे
5vi Paas Mein SRK Ne
Mujhse Pucha, INDIA Mein aisa
Kaun Hai Jo Mahine Mein 1 Baar
Nahata Hai..?
Khuda Kasam 5
Crore Thukra Diya Magar
Tumhara Naam Nahi Bataya..
Hai aap ke honton pe jo muskaan wagera,
Qurbaan gaye is pe dil-o-jaan wagera,
Billi to yunhi muft main badnaam huyi,
Thailay mein to kuch aur tha samaan wagera,
Be’hirss o gharzz farzz adaa ki jiye apna,
Jis tarah police karti hai chalaan wagera,
Ab hosh nahin koi ke badaam kahan hai,
Ab apni hatheli pe hain dandaan* wagera,
Har shirt ki bushratt bana dali hai Anwar,
Yun chaak kiya hum ne garebaan* wagera..