k Bachche Ne Shankar
Bhagwanji Se Cycle Mangi,
Pr Use Cycle Nahi Mili To
Usne Mandir Se Ganesh
Murti Churai Aur Ek Letter
Rakh Diya Agar Bachcha
Wapis Chahiye To Cycle Le Anaa.
मुट्ठी भर चने खाकर बाप एक लोटा पानी पी लेता है,
अपने बच्चे के महकते टिफिन को सूंघकर वह जी लेता है|
धूप में रिक्शा खींचकर कमाये चंद रुपयों से वह,
आईएएस की तैयारी करते बेटे के लिए घी लेता है|
बच्चों को न तरसने दिया जिसने कपड़ों के लिए,
फटे हुए पाजामे को चुपके से वह बाप सी लेता है|
जो भी बना है घर में सब औलादों को परोसकर,
अपने लिए वह भूखा बाप छोटी सी तस्तरी लेता है|
उसकी जेब से बरसते हैं चॉकलेट और बिस्कीट,
बच्चों की मासूम हंसी में
हीं वह अपनी खुशी समझता हं़
DAD: Jyotishi ji mujhe kaise pata chal
sakta hai ki mera beta future mein kya
banega?
JYOTISHI: aap uske table pe Cigarette,
Beer,Paiso ki Gaddi aur Books rakh do.
Unme se jo wo uthaega wahi banega.
DAD: ok Agle din Beta Aaya. Table dekhi.
Paiso ki Gaddi uthake jeb mein rakhi,
Cigarette pi, Beer chhupa li, Aur Books hath
mein leke ghar se chala gaya.
DAD: Us nalayak ne to sab kuchh leliya!
JYOTISHI: Sir Mubarak Ho!!
Aapka beta ENGINEER banega! :)
Ek Bachche Ne Shankar
Bhagwanji Se Cycle Mangi,
Pr Use Cycle Nahi Mili To
Usne Mandir Se Ganesh
Murti Churai Aur Ek Letter
Rakh Diya Agar Bachcha
Wapis Chahiye To Cycle Le Anaa.
ek ladka tha wo kisi se nhi darta tha fir bhi na jane kiu wo dar dar ke rahat tha raat me sota or utha utha kar rota tha na jane kiu wo kisi se na darte hue bhi wo darta tha maa puchhati par wo kuchha na kehta tha or akele me ja kar wo bahut hi jada rota tha ab usne bta bhi karn sabse chhod dia tha na jane wo kis se darta tha
.
ek din wo mar gya
,
or uski diary me likha tha wo english se darta tha
.
or likha tha mujhe maf kar dena maa papa
.
Doctor Pagal se:
Tum Pagal Q huey?
Pagal: Maine 1 Vidhva se Shadi ki,
Uski Jawan Beti se Mere Baap ne Shadi
ki
Yu Meri wo Beti meri Maa ban gai Un k ghar Beti hui To wo meri Behn hui
Magar main uski Naani ka pati tha
Is liye wo meri Nathn hui.
Isi Tarha mera Beta apni Daadi kaBhai
ban gaya Or main apne Bete ka Bhanja
aur Mera Baap mera Damaad ban gaya
Aur mera Beta apne Dada ka Sala ban
gaya aur
Dr: Abey chup kar saale
Kya mujhe b Pagal krega..?
MUST READ:
Arre Hame to apno ne luta tha...
Gairo me kahan dum tha...
Meri haddi wahan tuti jaha
hospital band tha.
mujhe us ABULANCE Me dala
jiska petrol kum tha.
Mujhe RIKSHE Me isliye bithaya
kyu ki uska kiraya kam tha..
Mujhe doctron ne uthaya.
nurson me kaha dum tha..
Mujhe us bed pe litaya.
Jiske neeche BOMB Tha...
Mujhe bomb se udaaya,
goli me kaha dum tha..
Aur COLLEGE Me Dafnaya Kyuki
KABARISTAAN Me FUNCTION THA...
Lol...!:)
Lettr to principal.Salaam saale!,
yeh bata kaun haram khor papr set karta h..
Kamino,stdnts ki jaan nikal jati h.
Upar se kutte paper checkng to aise karta h
jaise apni maa ki maut ka badla le rha ho..
Aisa sylbus banaya h jaise tumhare yahan toh
haram khor sab topper hi janme h.
tera baap b is papr mei pass nai hoga.
tu khud is papr mein 10 bar fail hoga.
tu kabhi bahar mil sale..bataunga tujhe...
Urs faithfully,(pagal hu jo apna naam likhunga)
Ye 1 Darawni Kahani Hai,
Kamjor Dil Wale Ise Na Pade..!!
Barsat Ki 1 Raat Me 1 Budha
Aadmi Hath Me 1kitab Bechne Ke Liye Khda Tha,
1 Aadmi Aaya Aur Usne Vo
Kitab 3000/- Mein Kharid Li
Budhe Aadmi Ne Kitab De Ke Kaha:
Jab Tk Koi Musibat Na Aye
Kitab Ka Last Page Mat Dekna.
Aadmi Ne Kitab Puri Pad Li Lekin
Dar Ke Karan Last Page Nahi Khola.
1 Din Usse Raha Nahi Gaya
Aur Last Page Khol Ke Dekh Hi
Liya Aur Sadme Se Mar Gya..
Last Page Par Likha Tha..
.
.
.
Mrp-rs 15/- Only!
Ek Rajkumar Ko Shraap Mila Tha..
Ki Wo Ek Saal Me Ek Word Hi Bol
Sakta Tha.
To Wo 3 Saal Tak Kuch Nahi Bolaa
"OR"
Wo 3 Saal Tak Intjaar Karta Raha keval
Ek Rajkumari Ko
I Love You
Bolne Ke Lie...!
.
.
Jb Usne Ye Word Bole To
Rajkumari Ne Kaha...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Mai Sun Nahi Paayi.
Plz Repeat Kro....!♣
Ek time meri Girlfriend ne mujhe apne ghar bulaya,
Mai ghar pahucha aur bell bajai,
Uski choti sister ne darwaza khola,
Wo bahut sundar thi,
Muskura k boli aap bahut smart ho,
Abhi ghar par koi nahi hai.
Mai akeli hu, Mai muskuraya aur,
Apni bike ki taraf wapas jane laga,
To uski puri family ghar se bahar aa gayi aur,
Meri sharafat ki tareef karte huey,
Mujhe gale lagaya aur kaha,
Hum ko rishta manzur h.
Ab mai kya batau...??
.
.
Ki Mai to bike ko lock karne gaya tha.
Read This Funny Story :
.
.
Ek din ek kutta jungle main raasta kho gaya.
Tabhi usne dekha ek sher uski taraf aa raha hai.
Kutte ki saans ruk gayi.
"Aaj to kaam tamaam mera!"
Phir usne saamne kuchh sookhi haddiyan padi
dekhi.
Woh aate hue sher ki taraf peeth kar ke baith
gaya aur ek sookhi hadii ko choosne
laga aur zor zor se bolne laga,
"wah! Sher ko khaane ka mazaa hi kuch aur hai.
Ek aur mil jaaye to poori daawat ho jayegi!"
Aur usne zor se dakaar mara.
.
Is baar sher soch mein pad gayaa,
Usne socha "ye kutta to sher ka shikar karta hai!
Jaan bacha kar bhago!"
Ped par baitha ek Bandar yeh sab tamasha dekh
raha tha.
Usne socha yeh mauka achhahai sher ko saari
kahani bata deta hoon isse sher se
dosti ho jayegi aur zindagi bhar ke liye jaan ka
khatra dur ho jayega !
.
Woh fatafat sher ke pichhe bhaaga.
Kutte ne Bandar ko jaate huedekh liya !
.
Udhar Bandar ne sher ko sab bata diya ki kaise
kutte ne use bewakoof banaya hai.
Sher ne zor se kaha,
"chal mere saath abhi uski leela khatam karta
hoon",
aur Bandar ko apni peeth par baitha kar sher
kutte ki taraf lapka. ! !
Can u imagine the quick management by the
DOG..??
.
.
.
.
Kutte ne sher ko aate dekha to ek baar phir uski
taraf peeth karke baith gaya aur zor
zor se bolne laga,
.
.
.
.
.
.
.
.
"Is Bandar ko bheje huye 1 ghanta ho gaya,
saala ek sher fasaa kar nahi la saka..!!" :)
Ek din ek ladke ki girlfrnd ka BIRTHDAY
tha.
Boy was not in that city.
So, he ordered 24 RED ROSE for his
girlfriend. He called her up.
Dear maine tumhare liye utne ROSE ain
jitni saal ki tum ho gyi ho.
While delivering florist thought: Ye
aajka mera sabse achha customer hai.
Chalo ise 10 ROSE FREE me de deta hu. So, he gave 34 instead of 24.
aur aaj tak ladka nahi samajh paya ki
uska BREAK-UP kyu hua..! :
Touching Story.
Ek Ladka Or Ek Ladki Dono
Bohat Pyaar Karte The.
Par Unke Ghrwalo Ko Unka
Pyaar Pasand Nahi Tha.
To Un Dono Ne Ek Sat Marne
Ka Plan Banaya.
Wo Dono Ek Badi Bulding Par Gaye Pahale
Ladki Ne Chalang Lagai.
.
Or
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Usi Time Shaktimaan Wahi Se
Gujar Raha Tha. To Kya Shaktimaan
Us Ladki Ko Bacha Payega..
Janane K Liye Dekhte Rahiye Shaktimaan..
Techer: Homework kyu nahi kiya?
Student: TV Dekh Raha Tha...Mood Nahi Tha...
Teacher:(Slap) Batamiz muh pe jawab deta hai?
Student: Kyu Sach ka Sabak sikhaye..
Jab sach sun bhi na paye...
Sach koi bole to tu Niyam Kanun bataye..
Tera dar,
Tera pyar,
Teri wah,
Tu hi Rakh,
Rakh Saali..
SADDA HAq AitHe RakH...
SADDA HAq AitHe RakH...
Manzile B Us ki Thi OR Rasta B Usi Ka
Tha Ek Main Akela Tha Kafila B Usi Ka Tha.
Sath-Sath Chalne ki Kasam B Us ki Thi
Phir Rasta Badalne ka Feslah B Usi Ka Tha
Aaj Kiun Akela Hon Dil Sawal Karta Hai
Log To Us Ke The Kiya Kantawali B Usi Ki Thi ?
TO KANTAWALI BOLI--
Use Yaar Banane Ki Galti B Teri Thi..
Us Par Yakin Karne Ka Khyal B Tera Tha...
Use Kyu Gum Hoga Tere Jane Ka...?
Kyuki Sachha Pyar Uska Nahi,,,,
Sachha Pyar To Sirf Tera Tha....!
Ek ladki thi deewani si
.
.
.
facebook pe hi milti thi
.
.
.
Nazrain jhuka ke
.
.
.
Sharma ke
.
.
.
facebook mein jaane kya dekha karti thi!
.
.
.
Kuchh kehana tha shaayad usko
.
.
.
Par jaane kis se darti thi
.
.
.
Jab bhi online me milti thi mujhse
.
.
.
Yehi poochha karti thi
.
.
.
.
.
Yeh online kyun hota hai,
Yeh online kyun hota hai
.
.
.
.
.
.
aur main sirf yehi kahta tha
Jab hum kisi ko dil se yaad karte hai
aur woh humse dur hota hai, tab hum
online ho kar uske dil ke karib
aa sakte hai
Ek Budhe Aadmi Ne Socha Ki Meri
Biwi Ko Shayad Sun Na Kam Ho
Gaya Hai
So Check Karne Ke Liye Ek Din Uske
Piche Gaya Aur Bola
Buddha:"Janu, Kya Tum Mujhe Sun
RahiHo?"
Koi Jawab Nahi Aya,
Vo Thoda Sa Aur Aage Gaya Aur Fir
Bola
Buddha: "Janu, Kya Tum Mujhe Sun
Rahi Ho?"
Is Bar Bhi Koi Jawab Nahi Aya,
Vo Bilkul Uske Kareeb Chala Gaya
Aur Bola
Buddha: "Janu, Kya Tum Mujhe Sun
Rahi Ho?"
Budhi Chillate Hue: “bhootni Ke, Ye
Teesri Baar Haan Bol