• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Kshtiya Reh Jati Hai,Tufan Chale Jate Hai Yade Reh Jati Hai Insan Chale Jate Hai Pyar Km Nhi Hota Kisi K Dur Jane Se Dukh Jarur Hota Hai Sath Chhut Jane Se.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Pyaar Kar Ke Use Dil Se Mitana Muskil Tha, Wo Tufaan Palko Mein Rok Pana Muskil Tha, Asaan Laga Use Yaad Kar Ke Mar Jana, Kyuki Bhool Ke Use Jee Pana Muskil Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Tamannaon ke bahalave mein aksar aa hi jate hain kabhi hum chot khate hain kabhi hum muskurate hain hum aksar doston ke bevafai sah to lete hain magar hum janate hain dil hamare toot jate hain kisi ke sath jab bite hue lamhon ke yaad aayi thaki aankhon mein ashkon ke sitare jhil-milate hain
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Sab Kuch Hai Mere Pas Per Dil ki Dawa Nahi Door wo Mujhse hai Per Main Khafa Nahi. Maloom hai Ab bhi Pyar Karta hai Mujhe. Wo Thora Ziddi Hai Magar Bewafa Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jabse Bewafa Woh Meri Jaan Ho Gayi Har Dhadkan Mere Dil Ki Preshaan Ho Gayi Woh Jabse Gaye Mujhse Haath Chhuda kar Meri Hasin Raahein Bhi Veeran Ho Gayi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jism Ki Chah Mein Deewane Badnam Hote H, Jism Ki Rah Mein Deewane Nakam Hote H, Jin Pe Lutadi Jindagi Aaj Wahi Log, Mere Sar Pe Bewafai Ka Iljam Dete H.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ho Sake To Tum Apna Ek Wada Nibhane Aana, Meri Payasi Ankho Ko Apna Deedar Karwa Ke Jana, Badi Hasrath Thi Tumhare Bahon Mein Bitau Kuch Pal, Agar Yeh Saans Tham Gayi To Meri Laash Se Aakar Lipat Jana.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jab Kuch Sapne Adhure Reh Jaate Hai, Tab Dil Ke Dard Aansoo Ban Kar Beh Jaate Hai, Joh Kehte Hai Ki Hum Sirf Aapke Hai, Pata Nahi Woh Kaise Alvida Keh Jaate Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • घुट घुट कर जीना तो ज़िन्दग़ी नहीं होती, नफरत से सर झुकाना बन्दग़ी नहीं होती, वो ग़ुनाह माफ़ी के लायक नहीं है, जिसमें शामिल कोई शर्मिन्दग़ी नहीं होती ।
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mai Teri Kaber Pe Phool Charhane Ai Hon Teri Yad Mai Ansoo Bahane Ai Hon Muje Maff Krna Mairi Bewafai Pe Tuj Se Bus Iyna Hi Kehne Ai Hon
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Wo"Hume Bahut Jyada Satate Hai, Fir Bhi Hum Unhe Manate Hai, Jise"Hum BePanah Chahte Hai, Na Jane Wo"HumSe Kyu NaZre Churate Ha
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Zindagi Guzar Gayi Dil Ko Samjhane Mein, Pyar Ke Unn Kisse-Kahaniyo Ko Bhulane Mein, Samjh Baithe The Jise Hum Zindagi Apni, Wo Bhi The Meri Barbadi Ka Jashn Manane Mein.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dard Ki Mehfil Me Ek Sher Hum Bhi Aarz Kiya Karte, Na Kisi Se Marham Na Duaon Ki Ummed Kiya Karte, Hai Kahi Chehre Lekar Log Yaha Jiya Karte Hai, Hum In Aasunao Ko Ek Chehre Ke Liye Peeya Karte Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aaj yeh tanhai ka ehsaas kuch hadd se zyada hai, tere sang na hone ka malaal kuch hadd se zyada hai... phir bhi kaat rahe yeh jiye jane ki saza yehi sochkar, shayad is zindagani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai..!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Maine Usse Pucha Main Kaha Hu ? . Usne Has Ke Kaha Mere Dil Me Sasoo Me, Dhadkan Me. . To Fir Maine Pucha Main Kaha Nhi Hu ? . Usne Bhigi Palkon Se Kaha, Mere Naseeb Me.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kya Jawab Doge Sanam, Khuda Ke Darbaar Jab Puchhega Woh, Kya Gull Khilaye Pyar Mein, Suna Na Sakoge Dastaa, Apni Bewafayi Ki,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS