• Categories
  • Last / Latest Updated SMS
  • zindagi -
    Kuch log waqt ke saanche me dhal jate hai,
    Kuch waqt ko saanche me dhaal lete hai,
    maana ki waqt kisi ki nahi sunta,
    fir bhi kuch log waqt se bhi aage nikal jate hai!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ek kashish dil mein chayi huyi he.
    aankho mein nami aayi huyi he.
    socha ab ke baar kismat hume
    kushiyaa degi,,
    per phir se humare liye ye gamo ka
    taufa laayi huyi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • कभी ना हो दुखों
    का सामना … पग पग
    माँ दुर्गा का
    आशिर्वाद मिले।
    नवरात्री की
    आपको ढेरों शुभ
    कामनाएं। शुभ
    नवरात्री।
  • 10 years ago



    Tags : Navratri SMS
  • Apki Yad Ati Hai To Kbhi Ankhe
    Bheeg Jati Hai, To Kbhi Raate
    Beet Jati Hai, Koshish To
    Bahut Ki Par Yade To Yade
    Hai, Kbhi Hum Har Jate
    Hai, Kbhi Yade Jeet Jati Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Dosti Ki Wo Mishal Banenge
    Ham, Khud Se V Jyada
    Aapko Pyar Karenge Ham.
    Yaden Itani Bhar Lenge Aapke
    Dil Me K, Na Bhi Chahoge To
    Bhi Yad Aayenge Ham.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Exam Rowdy Rathore
    .
    .
    .
    Jo main padhta hu wo main likhtahoon..
    .
    .
    aur..
    .
    .
    Jo main nahi padhta wo main definitely likhta hoon.!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya
    karo,
    Pyar nahi to Shikayat hi kiya karo,
    Itna bhi gair na samjho ki baat hi
    na kiya karo,
    Phone nahi to SMS hi kiya karo….
  • 10 years ago



    Tags : Love Saying SMS
  • [A] family with two kids that earns the minimum wage still lives below the poverty line. That's wrong. That's why, since the last time this Congress raised the minimum wage, 19 states have chosen to bump theirs even higher. Tonight, let's declare that in the wealthiest nation on Earth, no one who works full-time should have to live in poverty, and raise the federal minimum wage to $9 an hour.
  • 5 years ago



    Tags : Barack Obama Quotes , Kids Quotes , Two Quotes
  • Taaro Mein Akele Chand Jagmgata Hai,
    Musqil Mein Akele Insaan Jagmgata Hai,
    Kaanto Se Mat Ghabrana Aye Dost,
    Kyunki Kaanto Mein Hi Akela Gulab Muskurata Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Santa ke lips jale hue the Banta: Kaise jale Santa: Wife ko railway station drop krne gaya tha. Banta: Toh? Santa: Khushe ke mare Train ke engine ko choom liya :*
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • "3 dosto ki Kahani"

    1 Gyan
    2 Dhan
    Or
    3 Viswas
    Teeno bahut Achhe Dost the
    3no m Pyar b Bhut tha.
    Ek aisa Waqt Aaya k
    3no ko juda hona pada,
    3no ne Ek Dusre s sawal kiye k
    Koun kahan jayega.
    Gyan bola: Mai Mandir,Masjid,
    Church, Gurudware or Vidyalane jaunga.

    Dhan ne kaha: MAI Mahal or
    Ameero jaunga.
    Lekin

    Viswas chup tha
    Dono ne Wajah puchhi
    Toh Viswas ne
    Thandi Aah bhar k kaha:

    Me 1 Baar Chala Gaya
    Toh phir kbi lout kr nhi Aunga
  • 10 years ago



    Tags : Love Story SMS