• Categories
  • Last / Latest Updated SMS
  • mit gaya jab mitane vala phir salam aaya to kya
    dil ke barbadi ke bad un ka payam aaya to kya
    chut gain nabzen ummiden dene vali hain javab
    ab udhar se namabar leke payam aaya to kya
    aj hi mitana tha ae dil hasarat-e-didar mein
    tu meri nakamiyon ke bad kam aaya to kya
    kash apni zindagi mein hum ye manzar dekhte
    ab sar-e-turbat koi mahashar-khiram aaya to kya
    sans ukhadi aas tuti cha gaya jab rang-e-yas
    namabar laya to kya khat mere naam aaya to kya
    mil gaya wo khak mein jis dil mein tha arman-e-did
    ab koi khurshid-vash bala-e-bam aaya to kya
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Gulab to toot kar bikhar jaata hai,
    Par khusbu hawa me barkarar rehti hai,
    Jaane wale to chod ke chale jaate hain,
    Par ehsaas to dilon me barkarar rehte hain…
    spcl Ziya
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • पीन्गु लड़की वालों के यहाँ रिश्ता ले कर पहुँचा।
    माँ-बाप बोले- हमारी बेटी अभी पढ़ रही है। :unamused:
    पीन्गु बोला- कोई बात नहीं जी,... हम एक-दो घंटे बाद आ जायेंगे।
  • 10 years ago



    Tags : Pingu Special Jokes
  • "sapne wo nahi hote jo sone pe ate hai"sapne wo hote he jo sone nahi dete"apne wo nahi hote jo rone pe ate h" apne wo hote hai jo rone nahi dete"..!!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • My heart, the bird of the wilderness, has found its sky in your eyes. They are the cradle of the morning, they are the kingdom of the stars. My songs are lost in their depths. Let me but soar in that sky, in its lonely immensity. Let me but cleave its clouds and spread wings in its sunshine.
  • 5 years ago



    Tags : Rabindranath Tagore Quotes , Song Quotes , Lonely Quotes
  • Unko Yaad Karne Ka Hisab Na
    Aaya. mere Kisi B Sawal K
    Jawab Na Aaya. ik Ham Hi
    The Jo Kayi Raato Se Soye
    Nahi, Aur Unko Sokar B Mera
    Khayal Na Aaya..?
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Ek Pal Bhi Dekhna Gawaara
    Nahi Use.. Zara Bhi Ehsaas
    Hamara Nahi Use.. Wo Saahil
    Se Dekhta Raha Doobna Mera..
    Hum Bhi Doobte Rahe Par
    Pukaara Nahi Use..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Afoot and light-hearted I take to the open road. Healthy, free, the world before me. The long brown path before me leading me wherever I choose. Henceforth, I ask not good fortune, I myself am good fortune. Henceforth, I whimper no more, postpone no more, need nothing.
  • 5 years ago



    Tags : Walt Whitman Quotes , Light Quotes , Long Quotes
  • Muhabbaton mein dikhave ke dosti na mila
    agar gale nahi milta to hath bhi na mila
    gharon pe naam the namon ke sath ohade the
    bahut talash kiya koi aadmi na mila
    tamam rishton ko main ghar pe chod aaya tha
    phir isake bad mujhe koi ajanabi na mila
    bahut ajeeb hai ye qurbaton ke duri bhi
    wo mere sath raha aur mujhe kabhi na mila
    khuda ke itni badi qayanat mein main ne
    bas ek shakhs ko manga mujhe wo hi na mila
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sache dost ki 3 Nishaniyan:-
    1.Bewaqt Miss Call Karega.
    2.SMS Muskura k Padhega.
    3.Neeche Mat Padhna..-
    .
    .
    .
    .
    .
    Jo Kaam Mana Karo,
    bavkoof Woh Zaroor Karega.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS