• Categories
  • Last / Latest Updated SMS
  • Ek Shaikh Apni Girl Friend Ke Sath Chips Kha Raha Tha Ke Achanak Ladki Ankhoon Main Ankhain Daal Kar Boli Tum Kya Feel Kar Rahe Ho, Shaikh "yahi Ke Tum Muj Se Zayada Chips Kha Rahi Ho"
    :relaxed::relaxed::relaxed::blush:
  • 10 years ago



    Tags : Hindi Jokes SMS , Whatsapp Funny Jokes
  • पति सारी रात गायब रहने के बाद सुबह जब घर पहुंचा , तो पत्नी ने गुस्से से कहा , अब सुबह के सात बजे किसलिए आये हो ?

    पति ने जवाब दिया नाश्ता करने के लिए
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes

  • Husn ki jheel ho tum aur kinaray hein yeh Hont
    Such tou yeh hai keh mujhay jaan se pyaray hein yeh Hont

    Main ne har bar mohabbat se inhain chooma hay
    Us ne har bar mohabbat se obharay hein yeh Hont

    Haath honto pe mery rakh k mujhay kehne lagi
    Rokeay in ko bohat shoq k maary hein yeh Hont

    Band Hote hain yah inkar ki surat mein magar
    Adh khilay hon tou mohabbat k isharay hein yeh Hont

    Aaj khud apnay muqadar pe mujhy rashk aya
    Aaj honto mein mery us ne otaray hein yeh Hont

    Choom kar Hont mery us ne kaha tha ye Qateel
    Bas tumhary hein, tumhary hein, tumhary hein yeh Hont
  • 10 years ago



    Tags : Hindi Ghazals SMS
  • Kaash woh samajthe is dil ki tadap ko,
    Tho yun humein ruswa na kiya hotha.
    Unki ye berukhi zulm bhi manzoor thi humein,
    Bas ek baar humein samaj-liya hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • ???श्क ???र ???ोस्ती ???ेरे ???ो ???हान ???ै, ???श्क ???ेरी ???ुह, ???ो ???ोस्ती ???ेरा ???मान ???ै, ???श्क ???र ???ो ???िदा ???र ???ुँ ???पनी ???ूरी ???िँन्दगी, ???र ???ोस्ती ???र, ???ेरा ???श्क ???ी ???ुर्बान ???ै। €?HappyFriendshipDay‬
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS , Friendship Day SMS
  • ...And these vicissitudes come best in youth; For when they happen at a riper age, People are apt to blame the Fates, forsooth, And wonder Providence is not more sage. Adversity is the first path to truth: He who hath proved war, storm, or woman's rage, Whether his winters be eighteen or eighty, Has won experience which is deem'd so weighty.
  • 5 years ago



    Tags : Lord Byron Quotes , Truth Quotes , War Quotes
  • Mere Aansuo Ke Har Boond Mein.
    Tere Deedar Ki Hasrat Milegi
    A_Sanam
    Jitna Jald Ho Sake Aana
    Warna
    Khamosh Tujhe Teri
    Mohabbat Milegi.!
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Ankhe Kyon Hui Meri Num Kabhi Sochna,
    Kyon Hua Hum Pe Itna Sitam Kabhi Sochna,
    Pyar To Hum Dono Ne Kiya Tha,
    Lekin Sirf Mujhe Hi Kyon Mila,
    Itna Gum Kabhi Sochna.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS