BOmB Blast K Bad 1 Admiii chilla
Raha tha ....
Oh my God mera Hath Urr GAya
Ajnabi : Hosla Karo ro mAt,
Dekho Us Admi Ka Sar Urr Gaya,
Wo B To cHup cHap Leta Hoa hy
Hosla Rakhoo Ro mat.
Gandhi Ji Ki Ek Rishtedar Aurat Ke Bete
Par Qatal Ka Ilzam Laga.
Aurat Ne Gandhi Ji Se Request Ki Ke
Mere Begunah Bete Ko Bacha Lo.
Gandhi Ji Ne Muqadma Lada Aur
Ladke Ko Bacha Liya
Aurat Badi Khush Hui, Par Usne Ek
Sawal Kiya.
Aurat: Aaj To Aap Hain Jo Bacha Liya,
Kal Jab Aap Nahi Honge To Hum
Bekasoor Logo Ko Kon Bachayega?
Gandhi Ji Ne Muskurate Hue Bahut Hi
Khubsoorat Jawab Diya
“Note Pe Lagi Meri Photo.
Pappu- Yaar 10 saal me sirf 3sri bar hi kyu Manmohan Singh media se ru b ru honge.
Addu- Tu Fir bhul gya manmohan singh silant mode me the tab media se ru b ru kese honge :D :p .
एक खूबसूरत लडकी बस स्टैंड पर खडी थी | एक नौजवान बोला- चांद तो रात में निकलता हैं , आज दिन में कैसे निकल आया ?
लडकी बोली - अरे उल्लू तो रात को बोलता था , आज दिन में कैसे बोल रहा हैं |
Ek Ladki interview denay gai
Boss : batao wo konsi cheez hai
jis k 2 tyres hotay hain ??
.
Ladki : bike !
Boss: nahi, hOnda bike
chAlo ek aur sawal,
Wo konsi cheez hai jis k 4 tyres
hotay
hain ??
.
Ladki : car !
Boss : nhi, toyota car
.
Ladki: Chal ab tu mere sawal ka
jawab de.!
.
Wo konsi cheez hai jo dikhney
mai white hai aur beech mai kala
anda hai…..??
.
Boss : hehehe !! Ankh.
.
Ladki : nahi Saale, teri MAA ki
ankh
Bikhari- Bhgwan Ke Nam Pe Kuch De Do Bhuka Hu. Baniya 100 Rs Dikhate Hue Bola- Chhute H Tere Pas? Bhikari Kushi Se- Han H. Baniya- To Pehle Wo To Khrch Kr Le
Call Summary;)
Boy To Boy=00:00:59
Bou To Mom=00:10:30
Boy To Dad = 00:02:36
Boy To Gf 01:15:01
Girl To Girl = 00:29:59
Gf To Bf =00:00:05 (Call Back)
Share If U Agree!!!!