Ek aurat coma main chali
gai . . .
Pati murda samjh kr jalane
chala ....
Raste main arthi khambe se
takrane se
aurat ko hosh agaya...
1 saal bad aurat sach main
mar
gai . . .
Sab log RAM RAM SATYA hai
bolty ja rahe thy
.
Lekin .
Pati ki zuban pe ek hi baat thi
KHAMBA BACHA ke. ..
KHAMBA BACHA ke :-P :-D
एयर होस्टेस पंडित से: सर, क्या लेंगे?
पंडित- पूरी, सब्ज़ी, खीर और लड्डू…
एयर होस्टेस –
सर आप किंगफ़िशर के प्लेन में बैठे हैं,
विजय माल्या के श्राद्ध में नहीं!!
Santa Ne Banta Se Pucha – Kya Kha Rahe Ho Tumhare
Chehre Se Lag Raha H Badha Swadist Chij Kha Rahe Ho.
Santa: Akal Ki Dawa.
Banta: Thodi Si Mujhe Bhi De Do.
Santa: Jarur Lo Tumhe Iski Jarurat Bhi H.
Banta : Khate Hi Bola Ye To Good H,
Santa: H Na Chamatkari Dawa! Khate Hi Budhi Bhi Aa Gayi.
Sawmartinant: Papa, are you growing taller all the time?
Father: No, my child. Why do you ask?
Sawmartinant: Because the top of your head is pocking up through your hair!
Ajeeb shi Halat He Tere Jane Ke Baad
Bhuk Nhi Lagti Khana Khane Ke Baad
Mere Paas 8 Samosy The Jo Mene Kha Liye
1 Tere Aane Se Pehle 7 Tere jane ke baad.
Ladki Se Police Ne Poocha:
TumNe
50
Aadmi Q Maare...??
.
Ladki: - Ji Main 60 Ki Speed Se
Car
Chala
Rahi Thi,
.
Achanak Pata Laga Ke Break
Kaam
Nahi Kar
Rahi
Ab Mere Ek Taraf 2 Aadmi Ja
Rahe The Or Ek Taraf Baraat Me
Kise
Maarti...??
.
Police: - 2Aadmiyon Ko Maarti,
TaaKi
Nuksan Kam Hota
.
LADKI: Ji MeinE ne bhi ye hi
KiyaTha,
.
.
.
.
.
.
Per Ek Aadmi to niche aa gaya
aur dusra Baraat Ki Taraf
Bhaaga main
kya
krti ..
Arz kiya hai
Itne kamzor huye teri judai se,
Gaur farmaiye...
Itne kamzor huye teri judai se,
Ki ab machhar bhi kheench le jata
hai charpai se.
wah wah
Ek Maa Ki Request Hai
Please Ye Msg Itna Felao Ke Us Ke Beto Tak Pahuch Jaye..
Beta Ramesh Aur Suresh Pitaji Ki Patlun
Ek Bilaan Chhoti Ho Gayi Ho To Ghar Wapas Aa Jao.
Sasur Ne Damad Se Kaha: 6 Saal Me 8 Baache.
Ye Kya Hai
Damad: Maine Aapse Kaha Tha Gareeb Jarur Hu
Par Apki Beti Ko Kabhi Khali Pet Nahi
Rakkhunga.... :P
Aadmi Machar Se Din Me Kyu Kat Rhe Ho
Machr Ovrtime kar rha hu Sahab
Maa Bap Bimar hai
Ghar me Jwan Behn Hai
Or
LdkeWalo Ne Dahej Me
1 Litre Khun Mnga Hai.
Dil tod k kha gaya o biryani samjh kar
Zakhmo ko chakhta raha khubaani smajh kar
Ek boond bhi khoon nahii choda jism ka
osse bhi pee gaya oo nimbu paani samjh kar
Hotel Manager: Humare Yaha Sab Kuch Aapko Ghar Jaisa Hi Milega.
Aapke Rehne Aur Khane Ka Intjaam Bilkul Thik Dang Se Ho Gaya H.
Aadmi Ghabrakar Bola: Tab To Mein Chala.
Ghar Se Ubbkar To Mein Yaha Rehne Aaya Tha.