kass...pyar ka bhi INSURANCE ho jata
pyar karne se pahele PRIMIUM bharwaya jata
pyar me wafa mile to thik warna...
bewafao pr kharcha hota uska CLAIM to mil jata
kasamkhan
कॉलेज वाली... मसालेदार होती है
पड़ोस वाली... कड़क होती है
ऑफिस वाली... मीठी होती है
घर वाली... फीकी होती है
होटल वाली... मस्त होती है
5 स्टार वाली... महंगी होती है
लेकिन एक बात है यार...
चाय आखिर चाय होती है।
सोच बदलो
पता नहीं दिन भर क्या-क्या सोचते रहते हो..
GOLU- Sir jab log hindi,Eng,Urdu
Mein bolt hain To Maths Mein Kaise Bolte Honge.
Tchr- jayad 3,5, Na Kar
9,2,11 Ho le ni to 4,5, jad denge
to 6k36 Dikhne lagenge.
Arz Kiya Hai,
Nach Meri Bulbul Tujhe Paisa Milega!
Wah... Wah..
Nach Meri Bulbul Tujhe Paisa Milega!
Hum C.I.D Se Hai,
Koy Apni Jagah Se Nahi Hilega!!!
Khali Jagah Me "HAA" Ya "NAHI" Bharo,
1:___Main insaan Nahi, Bandar Hu.
2:___Main Hi PagaL Hu.
3:___Mere Dimag Ka Koi ilaaj Nahi.
4:___Mujhe PagaLKhane Hi Jana Hai.
Mansoon Pe Likha Ek Sher Padosan Ke
Liye
Aasmaan Pe Kaali Ghata Chaayi Hai
Aaj Fir Gharwali Ne Do Baat Sunayi
Hai
Dil Karta Hai Sudhar Jau Magar
Padosan Aaj Fir Bheeg Kar Aayi Hai...
Santa : Aap Gaye ( Cow ) Ka Dudh Use Karte H.?
Banta: Ji Nahi, Wo To Patla Hota H.
Santa: Phir Bhais (Buffalo) Ka.?
Banta: Ji Nahi Wo To Gada Hota H.
Santa: Phir Bakri Ka.?
Banta: Ji Nahi, Wo To Pani Jaisa Hota H.
Santa: Phir Dibbe Ka ?
Banta: Nahi Sahab Mein Dibba To Bilkul Pasand Nahi Karta.
Santa: Phir ?
Banta: Mein Delhi Dugd Yojna Ka Dudh Istemaal Karta Hu.
Usme Saari Kubhiya Ek Sath Hoti H.
Ek fuuny prem kahani ka kya ajeeb ENDING tha.
Izhar~E~Mohabbat kiya tha ladke ne SMS se.
Aur wo SMS ladki ki shaadi tak PENDING tha.
Bolo- B.S.N.L KI JAI HO.
Hotel Manager: Humare Yaha Sab Kuch Aapko Ghar Jaisa Hi Milega.
Aapke Rehne Aur Khane Ka Intjaam Bilkul Thik Dang Se Ho Gaya H.
Aadmi Ghabrakar Bola: Tab To Mein Chala.
Ghar Se Ubbkar To Mein Yaha Rehne Aaya Tha.
Lgta Hai Meri Wafa Ka apko Ehsas Nhi
Ati Hogi Meri Yaad Mgr Kuch Khas Nhi
Is DiL Ki Tasali K Lye Zaruri Nhi TAJ-MEHAL
Kya 1 Pyar Bhra SMS B ap k Pas Nhi,?