Purani Soch: Karo ya Maro.
Nai Soch: Marne se Phle kuch karo!
Ekdam Nai Soch: Jab tak kuch kar nahi lete maro mat!
Hamari Soch: Koi Bataega Sala karna kya hai?
Apne Raste Par Chalo
Apni Pasand Se Pyar Karo
Apne Andaz Me Bat Karo
Jo Dil Kahe Wahi Karo
Phir Dekhna Ek Din Duniya Kahegi
.
.
.
.
.
Kamina Kisi Ki Nahi Sunta!!!
नोकर-:मालिक हमरा के दू दिन की छुट्टी दई दो
3 साल बाद बिहार जा रहे है।
मालिक -:क्या करेगा बे बिहार जा के
नोकर -:मालिक घर से चिठ्ठी आई है हमारी MA पूरी हो गई है, हम top किया हु, ओ ही का डिग्री लेने जाना है।
Khatarnak solution ---
Wife ne apni Maa ko fon kiya: Mammi mera un se jhagda ho gya hain, main 3-4 mahino k liye ghar aa rahi hu....
Ab DIL tham lo .....
Maa boli: Jhagda us kambakhat ne kiya he toh saza bhi usey he milni chahiye, Tu wahin ruk main 5-6 mahine k liye aa rahi hoon...
saheb talent ki bat mat kro india me. . . . .
.
.
Yaha chote se chokre bettery ko muh se chattkr btb dete he ki kitni charge he, , , , ,
#Rockstar_lokesh.
दारु पीने के बाद सबसे ज्यादा बोले जाने वाली 8
लाइन ......
1.तू मेरा भाई है ......
2. गाडी आज भाई चलाएगा !
3. मैं तेरी दिल से इज्ज़त करता हूँ !
4. आज चढ़ नही रही है यार !
5. ये मत समझ की मैं पी के बोल रहा हूँ !
6. एक छोटा सा पेग और हो जाये !
7. तू बोल क्या चाहिए, तेरे लिए तो अपनी जान
हाज़िर है !.
और सबसे मज्जेदार...
8. कल से दारु बंद ......
Tulsidas G kehte h...
Pyar kbhi na krna pardesi se,
rote rote naina thak jayenge,
pyar krna hamesa padosi se,
Roz blcony se drshan to ho jayenge....lucky
Har kisi ka ladkiyon ko purpose
karne ka apna hi funda hai bidu,
koi gulab deke purpose karta hai
.
.
To koi gulab jamun khilake.
Yeh India hai
yahan sab chalta hai.
Dhichkyau..
...
एक लड़का अपनी गर्ल फ्रेंड को
लेकर घर आया!
.
उसे बिस्तर पर बैठाया, सब दरवाजे
खिड़कीयाँ बंद कर दिए,
.
अंत मे उसने कमरे की सारी लाइटे भी बंद कर
दी और धीरे
से अपनी गर्ल फ्रेंड के पास आया, और बोला :
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
डार्लिँग,
.
.
.
ये देखो मेरी घड़ी मे लाइट जलती है.!
Santa K Dono Kaan Jal Gaye
Doctor : Tumharey Kaan Kese jaly ?
Santa : Main Qameez Istari Kar Raha tha ke Phone Aa Gaya.
Main ne Jaldi main Phone ki Jagah Istari Kaan ko Laga Li..!
Doctor : To Doosra Kaan Kese Jala ?
.
.
.
.
Santa : Ab Ambulance ko Bhi Phone Karna Tha Na..
Mother To Son: Tipu Sultan
Kaun Hai..?
Son: Pata Nahi..
Mother: Padhai Pe Dhyan Do..
Son To Mother: Chinky Aunty
Kaun Hai..?
Mother: Nahi Pata..
Son: Papa Pe Dhyan Do..!
Gabbar: Mujhe ginti nahi ati, 2
kitne hote hai??
Sambha: 2 1 ke Baad aata hai.
..
Gabbr: aur 2 k pehle?? Sambha: 2 k pehle 1
aata hai.
..
... ... Gabbar: To beech me kaun aata
hai?
Sambha: Beech mein koi nahi aata.
..
Gabbar: To fir Dono ek sath kyu
nahi aate?
Sambha: 2 1 k baad hi aa sakta
he kyuki 2 1 se bada hai.
..
Gabbar: 2 1 se Kitna bada hai?
Samba: Abey Goli marni hai
toh
mar de, tera namak khaya hai, CHAVANPRASH
nahi.