Sasur Ne Damad Se Kaha: 6 Saal Me 8 Baache.
Ye Kya Hai
Damad: Maine Aapse Kaha Tha Gareeb Jarur Hu
Par Apki Beti Ko Kabhi Khali Pet Nahi
Rakkhunga.... :P
College ki galiyon main ajeeb khel hota hai...
Class k bahanay dilon ka mail hota hai
Notes ke jagah love sale hota hai...
Iss liye to PAPPU her saal fail hota hai
Teacher: "Aaj pehli
baar tum class me
baat kar rahi ho..
.
.
.
hamesha tum nazre
jhukake meri baate
sunti thi kya ho gya
hai tumhe.. ??
... .
.
.
.
.
.
.
.
Pinky:" sir ji net pack
khatm ho gya
hai..
Ek ladki ne mujhe frnd request
send
ki.
Mene puchha:
do I knw u?
.
Usne reply diya:
aap mujhe kese pehchanto ho?
.
Aadhe gante tak yahi behesh krti
rahi par ye nhi boli ki,
English nhi aati, hindi me
bolo :-P :-)
Dost aaye the
kabar pe diya jalane k liye,
Dost aaye the
kabar pe diya jalane k liye
rakhe hue
phool bhi le gaye kamine
"Valentines day"
manane k liye.!
Ek Bhakat Subah Mandir Gaya Bhagwan Ke Darshan Karne,
Aur Cycle Wahi Bhul Aaya.
Yaad Aane Par Dodta Hua Gaya,
Uski Cycle Wahi Salamat Thi.
Iss Par Kush Hokar Weh Dobara Bhagwan Ke Samne Hath Jodne Gaya.
Lekin Jab Wapas Aaya To Cycle Gayab Thi.
Jai Ho Ghante Wale Bhagwan Ki
Mil Gaya Baba Ji Ka Thulu
Shit Yaar....
Are Bap Re....
Raam-Raam....
Raam-Raam....
Ye Kya Ho Gya.?
Bahut Badi Galti Ho Gyi,
Hey Bhagwan Ye Kya Ho Gya.?
.
.
.
.
Busy Logo Ko MSG Chala Gya....
Oh... No...
Sardar In Police Office:
Ye Photos Kiski Hain ???
Police Officer:yeh Criminals Ki,
Jinko Arrest Kerna Hai.
Sardar: Jab Photo Li Tab
Arrest Ker Lena Tha Na.=))
Girl – “तुम क्या काम करते हो ?”
Boy– “Hindustan Times में job करता था लेकिन अभी छोड़ दिया …”
Girl- “छोड़ क्यूँ दिया ? कितनी अच्छी कंपनी तो है ?”
Boy– “अब इतनी ठंड में कौन सुबह-सुबह अखबार बांटने जाए …!!!”
Teacher: "Kids,what does the chicken give you?"
Student: "Meat!"
Teacher: "Very good! Now what does the pig give you?"
Student: "Bacon!"
Teacher: "Great! And what does the fat cow give you?"
Student: "Homework!"
Log Kahte Hai Ki,
"Kaash
Padhai Pyar Ki Tarah Hoti,
Bas Apne Aap Ho jati"
Hum Kehte Hai Ki,
"Kaash
Pyar Padhai Ki Tarah Hota,
Parents Maar-Maar Ke Karwate."