Ek Maa Ki Request Hai
Please Ye Msg Itna Felao Ke Us Ke Beto Tak Pahuch Jaye..
Beta Ramesh Aur Suresh Pitaji Ki Patlun
Ek Bilaan Chhoti Ho Gayi Ho To Ghar Wapas Aa Jao.
Boy to girl - tmhara nam kya h????
girl - bzza k btau ya pahn k????
.
Boy- means..???
Girl- payal n apka????
Boy- hath me du ya muh me.......???
Girl- what???? Means.......
Boy- prashad
Ek Aadmi Ne Khatarnak Sher Kharida.
Usse Sher Kharidne Ki Wajah Puchi Gayi To
Wo Udas Sawar Mein Bola- Pichle Hafte Meri Biwi Marr Gayi H.
Uske Bina Ghar Mein Sab Suna-Suna Lagta H.
U to hum bhi madad kia nahi karte,
Choclate kya toffy bhi dia nahi karte.
Ye DOSTI sirf apse hai warna msg to kya
hum kisi ko number bhi dia nahi karte
K.k
एक औरत ने तेजी से आ रही बस को हाथ दिखाकर रोका
ड्राइवर ने अचानक ब्रेक मारा और पूछा-
कहां जाना है
औरत बोली- जाना कहीं नहीं है..
बच्चा रो रहा है जरा पों-पों बजा दो..
Ay Sard Sard Raat Mujhe “Bivi” Chahiye,
Karni Hy Dil Ki Baat Mujhe “Bivi” Chahiye.
Uljhi Hui Firaq Ki Raaton K Darmeyan,
Tanha Hy Meri Zat Mujhe “Bivi” Chahiye.
Bachpan Ki Zid Nahi Jawani Ki Bat Hy,
Ay Merey lovly Maan baap Mujhe “Bivi”Chahiye.
Chehry Sy Berukhi Ka Naqab Utar Do,
Ab Maan Jao Bat Mujhe “Bivi” Chahiye.
Dekhi Hy Main Ne Dulhan Mujhe braat Chahiye
kr di he akhri baat Mujhe “Bivi” Chahye..
Inn aankho se sapne churaya na karo,
Humari dosti ko kabhi azmaya na karo,
Tumhari ek hasi meri dil ki dhadkan hai,
Unhe yu aansuo mein na gavaya karo.
Sardar In Police Office:
Ye Photos Kiski Hain ???
Police Officer:yeh Criminals Ki,
Jinko Arrest Kerna Hai.
Sardar: Jab Photo Li Tab
Arrest Ker Lena Tha Na.=))
Mubarakpur,Phoolpur, SHAMBHUPUR ho ya Jeyanpur,
AZAMGARH ke har kone mein baste hain wo kohinoor,
Jidhar bhi jao apnapan ka wo kissa hi hai mash-hoor,
Jahan jiya hai bachpan humne hui wo dharti humse door,
Fir aaunga wapas sun lo...
abhi main thoda hun majboor,
Wapas leke hi jaunga...
apne hisse ka pyar bharpoor,
Lamha lamha waqt guzar jayega
saat pheron ke saath koi tumse bandh jayega.
Abhi bhi waqt hai kisi se affair kar lo
kya pata kal kaun sa model tumhe saunpa jayega..