Tujhe Mujhse Mujko Tujse Jo Bohat Hi Pyar Hota,
Na Tujhe Qaraar Hota Na Mujhe Qaraar Hota,
Tera Har Marz Ulajhta Meri Jaan-e-natwaan Se,
Jo Tujhe Zukaam Hota Tou Mujhe Bukhaar Hota,
Jo Mein Tujko Yad Karta Tujhe Cheenkna Bhi Parta,
Mere Sath Bhi Yakeenan Yehi Bar Bar Hota,
Kisi Chowk Mein Lagate Koi Chooriyon Ka Khokha,
Tere Sheher Mein Bhi Apna Koi Karobaar Hota,
Gham-o-ranj Aashiqana Nahin, Calculator’aana,
Isey Mein Shumaar Karta Jo To Be’shumaar Hota,
yaad teri na aayae aisa honae na dengae,
dost tere jaise khonae na dengae
sharafat se contact me rehnaa
varna kaan ke nichae do kheench ke denge!!
Samje ya samjau
Similarity Between GANDHI
SALMAN &
MALLIKA?
Teeno Ne Kapdo Ka Tyag Kiya Tha.
Ek Ne DESH Ke Liye,
Dusre Ne AISH Ke Liye,
Tisri Ne CASH Ke Liye
Kasamkhan
Aansun tera gire to Aankhen meri ho
Dil tera dhadke to Dhadkan meri no
Bhagwan kare humari Dosti itni Gahre ho ki Naukri tum karo Aur SALARI Meri ho...!!!
Ek Shoping Mein New Couple Ghumne Gaye . Ladka Shirt Dekhne Lag Gaya Tabhi Ladki Aage Chali Gayi Or Wo Dono Store Mein Hi Gum Ho Gaye, Tabhi Ladke Ne Salesman Se Pucha Sir Aapne Meri Girlfriend Ko Dekha.
Salesman- Nahi Maine Use To Nahi Dekha Lekin Agar Aap Humare Shoping Mall Mein Kisi Bhi Acche Mall Se Haskar Baate Karoge To Aapki Girlfriend Daudi Hui Chali Aayegi.
Zoo me ek aadmi ne 3 bhasa bolne wala tota dekha.
Usne test karne ke liye pucha.
Admi-who r u?
Tota-i m parrat.
Admi-tum kaun ho?
Tota-main tota hun.
Admi-tu k hawa?
Tota-tohare mai k bhatar hai re sare ek bar bata dehali to bar-bar kahen puchat hawe!!
Banto : Aaj Kal Mere Pati Ka Apni Assitant Se Joro Ka Ishq Chal Raha H.
Lady Police : Tumhe Kaise Malum?
Banto : Raat Ko Jab Maine Unke Gale Mein Baahe Daalkar,
Ek Saari Ki Farmaish Ki To Weh Neend Mein Hi Bole,
Pehle Ye Letter Type Karke Lao Jo Maine Btaya Hai, Phir Le Lena.
लड़कियो :princess: को Facebook पर 1000 Followers :busts_in_silhouette: चाहिए और Reality में एक कुत्ता :monkey_face: भी Follow करले तो मम्मी_मम्मी :cold_sweat: चिल्ला कर भागती है
Master: How Old is ur father?
Pappu: As old as I am.
Master: How is it possible?
Pappu: He became father only after I was born.
Teacher ne bachon se kaha
“jab ham student they to bohat laiq they”
Aik bachay ne masoomiat se kaha
“Ap ko ustaad qabil mil gaey hon gey”
Dosti karo college wali se,
Ishq ladao office wali se,
Flirt karo paros wali se,
Pyar karo dil wali se,
Ankhe ladao sali se aur
Maar khao ghar wali se
Kk