Wo shayri hi kya jisme dard na ho,
Aur dard bina mohabbat ke kabhi milta nahi...
Wo prem kahani hi kya jo poori ho jaaye,
Bina adhuri kahani ke itihaas kabhi banta nahi...
Agar na marte laila-majnu, heer-ranjha to kya,
Hum ek naya itihaas banayenge...
Na ki ho jisne mohabbat kabhi,
Mere dil ki baat wo samajh sakta nahi...
Pyar Karke Jataaye Ye Jaruri
To Nahi.. Yaad Karke Koi Bataaye
Ye Jaruri To Nahi.. Roone Waala
To Dil me Hi Roo Leta Hai.. Ankho
Me Ansoo Aaye Ye Jaruri To Nahi..!
जैसे गुलाब:rose:, गुलाब के गुच्छे:bouquet: बगेर नही रह सकता, मेरा सच्चा प्यार:heart_eyes: आप हो “मैं तुम्हें प्यार करता हूँ” आप के बिना मैं रह नहीं सकता Happy Rose Day:rose::rose:
Koi rasta nahi dua k siva,
Koi sunta nahi khuda k siva,
Maine bhi zindagi ko karib se dekha
he mere dost.. :-/
Muskil me koi sath nahi deta,
Beer, Vodka & Whisky k siva!
10 years ago
Message Copied
Tags :
Mohabbaton mein agar koi rasm o raah nah ho
Sakoon tabaah nah ho, zindagi gunaah nah ho
Kutch aetedaal bhi laazim hai dill lagi key liey
Kissi sey pyaar agar ho to bepanaah nah ho
Iss ehtyaat sey mai terey saath chalta hon
Teri nigaah sey aagey meri nigaah nah ho
Mera wajood hai sachaaion ka aaina
Yeh aour baat keh mera koi gawaah nah ho
Jab mene darwaja khola.
To Apki Ankho me Aansu.
Or chehre pe hasi thi.
Sanso me Aahe Dil me bebasi
thi.
Pehle Q nahi bataya
Darwaje me ungli phasi thi...