kafi time lagta hai ek shareef
bande ko girlfrnd
patane me..
.
.
.
.
.
.
.
.
Phir agar pat jaye toh..
kisi ka baap bhi use dobara
shareef nahi bana
sakta...
Pagal hain woh log jo 14 feb ko
propose karte hai.
Meri mano to 1st april ko
propose karo.
Maan gai to 'cool,'
Varna keh do Didi ' april fool'!
����������
Principal: School ka time 8 baje ka tha or tum 9 baje aa rahe ho?
Little cute Sardar student: Sir tussi na mera intezar na karya karo, school shuru kar diya karo.
Dominoz Pizza में फोन आता है ग्राहक :- एक स्मॉल पिज़्ज़ा एक्स्ट्रा टॉपिंग्स के साथ भेज दो।। डोमिनोज़ :- जी बिलकुल सर, प्लीज एड्रेस बता दीजिए । ग्राहक :- पीतमपुरा स्टेट बैंक की लाइन में 22वां नम्बर है, ग्रीन शर्ट।। :grimacing::grimacing::grimacing::grimacing::grimacing:
GF on phone call with BF!
Gf - Honey, window khul nahi rahi hai.
BF - Aisa karo thoda tel garam kar ke
us par daal do.
GF - Kya usse kaam ho jayega?
BF - Try to karo.
After 15 mins , BF calls to GF.
BF - Tumne try kiya ??
GF - Haan kiya, par ab laptop hi band
ho gaya... lolzzzz
Tension - When Wife Is Pregnant.
Terror - When Girlfriend Is Pregnant.
Horror - When Both Are Pregnant.
Tragedy - When You Are Not Responsible For Both.
पति-पत्नी एक ही प्लेट में गोलगप्पे खा रहे थे।
एक दूसरे की आँख में आँख डाले पत्नी ने रोमांटिक हो कर पूछा !
“ऐसे क्या देख रहे हो जी?”
पति: थोडा आराम से खा, मेरी बारी ही नहीं आ रही।
Boy: I Love you, tum is duniya ki sabse khubsurat ladki ho
Girl: Par tumare piche toh mujhse bhi zyada khubsurat ladki khadi hai.
Ladke ne mud kar dekha toh waha koi nahi tha.
Girl: Agar tum mujhse sachha pyaar karte
toh kabhi mud kar nahi dekhte..
“I HATE YOU”
Moral:-
“Moral woral kuch nahi, bas ladki zara tez nikli..
(Girlz Thoko LIKE )
Par Baat abhi baaki hai mere doston
Boy: Jaisi tumhari marzi, but ab ye diamond ring main kise dunga… ??
Girl: Lo Ab main apne jaanu ke saath mazak bhi nahi kar sakti kyaa.. ??
Ladki ne ring box main dekha.
Girl: Ye to khaali hai..
Boy: Agar tum mujhse sacha pyaar karti
to kabhi verify nahi karti ke is me ring hai ki nahi..
I HATE YOU
Moral:-
Ladki Jitni Tezz Hoti Hai Utni Hi Tez Uski Watt Bhi Lagti Hai.
Ab THOKO LIKE, MAARO SHARE :-D
Ek ladke ne brand new JAGUAR car le li aur apni girlfriend ko dikhane ke liye uske paas gaya,
.
.
Ladki : wow...!! New car.! Aur wo bhi PUMA ki...!!
.
.
.
.
.
.
.
.
Abhi tak ladka ICU me admit hai aur becchara sadme se bahar nahi aa paa raha hai
Wife: Can you help me in the gardening ?
Husband: What do you think I am... a gardener ?
Wife: Can you fix the door handle ?
Husband: What do you think I am... a Carpenter ?
In the evening, when husband came from work, he saw everything has been fixed.
Husband: Who did all this ?
Wife: Our neighbour. But he gave me 2 options.... Either I should give him a burger or a kiss.
Husband: I am sure you must have given him a burger.
Wife: What do you think I am.......McDonald ?!!
Beta: "mummy kya love marriage karne se ghar wale naraaz hote hain?
Maa: "tu pakka kisi churail ke chakkar mein hoga or yeh sab tujhe usi daayan ne kaha hoga, larkiyan to bus larkon ko fasane mein hi lagi rehti hain, jahan acha larka dekha shuru ho gayin, beta inse bach k rehna yeh bohat dhokebaaz hoti hain aur inka to khandan bhi...
Beta: "aisa kuch nahi hai woh to daddy bata rahe the ki aap dono ki love marriage thi
Boy:" Main tumse bahat pyar krta hu
.
Reh nhi skta tumhare bina
.
.
Girl:" Mere piche apni zindagi
barbad mat kar
.
.
Boy:" Q ??
.
.
Girl:" Iss raste pe patthr or kanto k
alwa kuch nhi
.
.
Boy:" Are pagli... tu tension na le Mere
paas WOODLAND k shoes hai bas tu
patja..
Boys Nai Sudhrenge Hahahaha..
boys vs girls whatsapp jokes !! Funny jokes
Beta: papa hamare kitne rishtedar hai mein toh sabko janta b nahi
papa.
koi baat nahi bas tera result Aane de Jupiter wala chacha aur mercury wali mausi tak tujhe call karegi
Teacher: Tum Late Kion Aye Ho? Student: Ammi Abbu Lar Rahy Thay Eslie Teacher:Wo Lar Rahay Thay Tu Tum Kion Late Aye Student: Mera Ek Joota Ammi Ke Pas Tha Owr Ek Abbu Ke Pas :joy::smile::smiley::grinning::blush:
आज मैंने इक दोस्त के 3 बार फोन करयो उने एक बार भी नी उठायो,
फिर मैेने एक मैसेज भेज्यो “वा थारा नम्बर मांगी री थी”,
30 बार फोन अई गयो अब मैं नी उठई रियो हूँ.