Mere Dil, Jiger, Kidney, Liver ho tum,
waqt-bewaqt aye vo fever ho tum,
Dub kar jis me maar jau vo River ho tum,
phir bhi Mere jevan main forever ho tum…
wah wah wah wah
Girl 1: Aaj Kal Ke Ladkon Ka Koi Aitbar Nhi
Mein Tho Ab Wasim Ka Muh Bhi Nhi Dekhu
Gi,
Girl 2: Kyon Kya Hua Tum Ney Usey Kisi Or
Ladki Ke Saath Dekh Liya ??
Girl 1 : Nhi Ush Ney Mujhey Kisi Or Ladke Ke
Saath Dekh Liya Hai…
Vo Kal Keh Rha Tha Ki Vo Dilhi Jaa Rha
Hai Jhootha, Ferabi...
Santa: Kyu Bhai Aajkal Pados Ki Murgiya Tumhare Ghar Mein Nahi Aati.
Pehle To Roj Naak Mein Dum Kiye Karti Thi.
Banta Ne Haste Hue Btaya- Bhai Maine Jara Himmat Se Kaam Liya.
Ek Din Bazar Se Dus Ande Laya Aur Raat Ko Maine
Unhe Ek Jhadi Mein Chupakar Rakh Diye .
Dusre Din Savere Jaan Bujhkar Maine Weh Ande Apne Padosi Ke Samne,
Hi Jhadi Mein Nikale Aur Apne Ghar Ke Bhitar Le Gaya.
Bas Usi Din Se Apni Murgiyo Ko Humare Bagiche Ki Aur Nahi Aane Deta.
Ae Dil Kissi Ki Yaad Mein Rona Fazool Hai
Ye Aansoo Bade Anmol Hain Inhe Khona Fazool Hai
Royo To Unke Liye
Jo Tum Par Nisaar Hain
Unke Liye Kya Rona Jinke Aashiq Hazaar Hain?
इसी बीच पाकिस्तान का कहना है कि
बजरंगी भाईजान द्वारा
सिर्फ मुन्नी को वापस करने से रिश्ते नहीं सुधरेंगे
रिश्ते सुधारना हो तो
सनी देओल को हैंडपंप वापस करना होगा
PagaL khanay ka
Incharge,
1 PagaL se,
"Aap theek hain is liye Apko chorra ja raha hai
Magar Afsoos
KaL Jis PagaL ko ap ne Swimming PooL mei
Doobney se Bachaya tha Aj Us ne Phanda Daal k Khudkushi karli."
PagaL:
"Us ne Khudkushi Nai ki
wo to maine Usay sookhney k liye latka diya tha.
Mom to kid: Jo buchey angotha choustey hain un k pait barey ho jatey hain
aik din bacha aik paregnent auret ko daikh kar hans kar bola mujey pata hai tum kaya chousti ho
Santa ki Wife ka
Rang Kala tha
Ek Din Red Saree
Pehan K
pucha: Me Kaisi
Dikh Rahi Hu? .
.
.
.
.
. .
.
.
.
.
. .
.
.
.
.
. .
.
Snta:Jaise Kajal Ki Factory Me Aag
Lag Gayi Ho !!... :-P :-D
-
Ek bar engineering ke sabhi Professores ko
ek plane mein bithaya gaya..
Fir announce kiya gaya ki
“YE PLANE APKE STUDENTS NE BNAYA HAI”
Sab profesrs utar gaye…
Par principal baithe rahe
Logo ne pucha: Aapko Darr nahi lgta?
Principle: Muje apne studnts par pura bharosa hai.
Ye start hi nahi hoga!!