आज रास्ते में मारियो मिला। हां, वही गेम वाला।
मैंने पूछा, "ओये पहचाना मुझे?"
बोला नहीं, कौन हो तुम?
मन तो किया दो लगा दूं, साले मेरा सारा बचपन निकल गया तुझे बचाते बचाते और पूछता है कौन हो तुम!
Bhikhari: Shahab Rs.10/- Dedo Mobile Rechrg Karke GirlFriend Ko Call Karna Hai.
Santa: Waah Bhikhari Ne Bhi GirlFriend Banayi Hai,
Bhikhari: Na Ji GirlFriend Ne Bhikhari Banaya Hai.
God apun se pucha, Kidhar jana mangta ?
SWARG YA NARAK ? Apun bola NARAK !
Apun ko malum, Tum sala dost log udharich milega,
Bole to Jidhar tum, Woich apun ka SWARAG!!
Ek ladke apni girlfriend se milne
gaya,
.
.
kuch baat ke baad uski
girlfirend chai(tea) banane ke
liye kitchen chali gayi..
.
.
Girlfriend ka mobile sofaype
... dekh kar ladke ne socha ke
chalo dekhte hai mera number
iss ne kis naam se save kya hai.. ??
.
.
Dear, sweetu ya jaanu..
.
.
.
Jab usne miss call di toh screen pe likh raha tha
“Murgha No.5?
Calling”.
Bahaduri kya hai ???
.
Der raat
Jab aap frnds k party k baad ghr aao
.
... Aur mumy gate par jhaadu lekar kharhi ho
.
.
.
.
... .
.
.
.
.
.
.
.
Or
tum pucho: hey mom, abhi tak jhaadu lga rhiho ??
Faraz- ye scooty kab li?
Vipin- kal raat 1 ladki muje scooty par bahut dur le gai,
sab kapde utar k boli- jo chahia le lo
mai scooty le aya, Kapdo ka kya karta.
Buzurgo Ne Kaha He Ki
Pati-patni 1 Gaadi K 2 Pahiye He
Agar 2no Me Se 1 B Kharab Ho Jaye To Gadi Nhi Chal Sakti
Isliye 1 Stepny
(Girlfriend) Hamesha Rakho
Ek Sharabi Train Ki Patri Par So Gaya,
Ek Aadmi Bola Train Ayegi To Mar Jayega Uth Ja,
Sharabi: “Saale Abhi Aeroplane Upar Se Gaya,
Kuch Nahi Hua To Train Hai Hi Kya Cheez.
Narazgi Ka Sabab Puchh Liya Karo,
Dooriya Lakh Ho Yaad To Kar Liya Karo,
Mat Rakho Beshak Har PaL Ki Khabar,
Zinda Hai Yaa Mar Gye To Pata Kar Liya Karo.
kabhi tumhari yaad aati hai to sms padh leti hun......aur jayada yaad aati hai to sms bhej deti hun.....aur kabhi tumhari aawaj sunna chahti hu to ek pathhar utha ke kutte ko mar deti hu
Emotional Comedy:
.
Dil Ko Pata Tha Wo Zarur Ayegi
Dil Ko Pata Tha Wo Zarur Ayegi
.
.
.
Par Kabhi Socha Na Tha K Surprise Me Wo Apna Husband Sath Layegi!!
Love V/s Daaru-
.
.
.
Love- Pagal Banata Hai
Daru- Mood Fresh Karti Hai
Love- Me Neend Nahi Ati Hai
Daru- Pee Kar Neend Achi Ati Hai
Love- Me Date Ke 2000/-
Daru- 1 Botle K 350/-.
.
.
Love- Me Sabki Suno
Daru- Pee Kar Sabko Sunao
Faisla Aapke Haath Me
.
Piyo Sir Utha Ke..... .
Ya
Jiyo Ladkhadake.....
.
.
.
Jai Baatli!!
Bhagwan Har Ek Ke Ghar Jake Use Pyar Nahi De Sakta Isliye Usne "MAA" Banayi,
Usi Tarah Har Ek Ke Ghar Jake Bhagwan Saza Nahi De Sakte, Isliye "PATNI" Banayi.
Ek Aadmi Ne Khatarnak Sher Kharida.
Usse Sher Kharidne Ki Wajah Puchi Gayi To
Wo Udas Sawar Mein Bola- Pichle Hafte Meri Biwi Marr Gayi H.
Uske Bina Ghar Mein Sab Suna-Suna Lagta H.